Saathiya Tune Kya Kiya - S P Balasubramaniam & Chitra Lyrics

Singer S P Balasubramaniam & Chitra
Music Anand- Milind
Song Writer Majrooh Sultanpuri

Female: la......la.........la........
Male: Sathiya Tune Kya Kiya
Beliya Ye Tune Kya Kiya

Female: Maine Kiya Tera Intezar......

Male: Itna Karo Naa Muje Pyar
Itna Karo Naa Muje Pyar

Female: Sathiya Tune Kya Kaha
Beliya Ye Tune Kya Kaha

Male: Yu Na Kabhi Karna Intezar

Female: Maine Kiya Hain Tumase Pyar.....
Maine Kiya Hain Tumase Pyar

Male: Sathiya Tune Kya Kiya
Beliya Ye Tune Kya Kiya..........

Male: Itnee Mohababt Sah Na Sakunga,
Sach Mano Zinda Rah Na Sakunga

Female: Tujhko Samloo Yeh Mera Jimma,
Mai Hu Toh Kya Hain Jane Tamana.......

Male: Abb Jeena Marana Mera
Janam Tere Hath Hain........

Female: Maine Kaha Na Sanam,
Abb Tu Mere Sath Hai........

Male: Toh Phir Sambhal, Ke Mein Chala

Female: Jana Kaha, Aa Dil Me Aa

Male: la......la........la........la..........la......la.............

Male: Sathiya Tune Kya Kiya
Beliya Ye Tune Kya Kiya...........

Female: Dil Ke Chaman Ka Hasna To Dekha
Jagee Nazar Ka Sapana To Dekha.......

Male: Ese Bane Ham Ek Jan Ek Dil
Tu Hain Ke Main Hoon
Kahena Ho Mushkil..........

Female: Chota Basanti Hain Tu,
Tan Hain Gulabi Meraa......

Male: Do Rang Mile Ke Bad
Hote Nahee Hain Juda.......

Female: Toh Phir Samhal, Mein Chala
Male: Jana Kaha, Aa Dil Mein Aa......
La....... La...... La.............

Female: Sathiya Ye Tune Kya Kiya
Beliya Ye Tune Kya Kaha....

Male: Yun Na Kabhee Karna Intezar

Female: Maine Kiya Hain Tumase Pyar.......
Maine Kiya Hain Tumase Pyar

Male: Itna Karo Naa Muje Pyar......
Itna Karo Naa Muje Pyar....