ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil kahe - Sonu Nigam Lyrics

Singer Sonu Nigam
Music Sajid - Wajid
Song Writer Faiz Anwar

Tera khayal mere dil se ja nahi sakta
Tamam umar mein tujhko Bhula nahi sakta, bhula nahi sakta
Aaja..........
Ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil kahe
Hmm.............
ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja..............

Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)

Mera tasavur meri deewangi tu hi to hain
Kash tujhe khabar hoti
Yeh zindagi tujh bin har lamha Mujhe tadpaati hain Mein kya karu ? Zindagi se bhaag kar kaha jau ? Tera pata bhi to nahi

Ashaon ka banke darpan
Tune badla mera jeevan
Anjaane mein jod di maine
Tujhse apne dil ki dhadkan
Aai hain yaad phir tu
Phir hosh kho gaya
Phir dil machal machal ke Betaab ho gaya
Ho.........
deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja........

Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)

Ab tak maine khwab jo dekhe
Un khwabon ki chahat hain tu
Lagta hain kyo aaisa mujhko
Dil ki pehli hasrat hain tu

Yeh meri beqaraari
yeh meri bekhudi
Has has ke roj mujhse karti hain dillagi
Ho...........
deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Ho......
deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)............

Ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil
kahe Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe...............
Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadonne)
Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)
Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)..........