Deewana Tera - Sonu Nigam Lyrics

Singer Sonu Nigam
Music Sajid-Wajid
Song Writer Faaiz Anwar

Deewana, main hun deewana tera,
Deewana, main hun deewana tera,
Deewana....
Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana,
Deewana, main hun deewana tera,
Deewana, main hun deewana tera
Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana.
Deewana
Deewana.......... tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye,..

Deewana main hun deewana tera,
Deewana main hun deewana tera,
Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana,
Deewana..............
Deewana tera..... tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye.............

he............he.............he..............ye............
ho........
Yaad teri aane lagi, jaan jaane lagi.... hai,
Ho ke juda kyun tu mujhe, aazmane lagi hai,
ho...............
Yeh bhi to soch le dil hai sheesha mera,
Jaane kab toot jaaye,
Deewana tera tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri....... tu aaye na......... aaye...........

Pyar tujhe jab se kiya, bhool baetha main sab...... ko,
Tune magar jaana nahi dhadkano ki talab ko,
ho.........
Mere ehsaas mein tu hi tu bas gayee,
Kaun tujhko bataye.

Deewana tera........ tujhe hi bula..........ye,
Yeh marzi teri............ tu aaye na aaye..............

Deewana main hun deewana tera,
Deewana main hun deewana tera,
Mausam hai mastana,
Uss pe dil deewana,
Deewana..............
Deewana tera..... tujhe hi bulaye,
Yeh marzi teri tu aaye na aaye.............

Deewana main hun deewana tera.....
yeh marzi teri tu aaye na aaye............