Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai - Udit Narayan, Alka Yagnik Lyrics

Singer Udit Narayan, Alka Yagnik
Music Himesh Reshamiya
Song Writer Sameer

La la la la la, la la la la la la la

Mm hm hm hm hm

Male-------
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai --------- 2
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo..... bhi hai, bada achchha lagta hai

Female--------
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo..... bhi hai, bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai

Male--------
Teri chhoti chhoti baat, teri har ek mulaaqaat
Tadpaaye mujhko lamha lamha tera saath
Lamha lamha tera saath
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo..... bhi hai, bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai

Female-----------
Baheke baheke mere din, maheki maheki meri shaam
Kore aanchal pe sada main to likhoon tera naam
Main to likhoon tera naam
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo....z bhi hai, bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai