urvashi, urvashi, take it easy, urvashi - A R Rahman, Noel James & Shanker Mahadevan Lyrics

Singer A R Rahman, Noel James & Shanker Mahadevan
Music A R Rahman
Song Writer P K Misra

marhaba................aaaaaaaaaa.............
marhaba marhaba.......aa...., marhaba marhaba............aaaa...............

urvashi, urvashi, take it easy, urvashi

ungli jaisi dubli ko, nahi chahiye pharmacy
urvashi, urvashi, take it easy, urvashi
ungli jaisi dubli ko, nahi chahiye pharmacy
jeet ka mantar hain, take it easy policy
char din ki chandni, yah jawani fantasy
urvashi, urvashi, take it easy, urvashi.............

janti ho hindi me pyar ke kitne akshar
bol do meri khatir, pyar ke do hi akshar
jeet ka mantar hain, take it easy policy
char din ki chandni, yah jawani fantasy

chitarhaar me bijli ud gayi
take it easy policy
padhne par bhi fail ho gaye
take it easy policy
baap ne bola, amma ka dushman
take it easy policy
paap kare, aur ganga nahaye
take it easy policy
urvashi, urvashi, take it easy, urvashi............

janti ho itna to, badan me lakho naadi
bata do mujhko itna, kahan hain pyar ki naadi
jeet ka mantra hain, take it easy policy
char din ki chandni, yah jawani fantasy

najar ke mil se hi, shil to bhang nahi hota
billiya na shakahari, har koi ram nahi hota
bhalai kabhi aurato ki, kranti ke bina nahi hogi
zamana badal gaya pyare, purani baat nahi hogi

film dekhne wo nahi aayi
take it easy policy
bagal seat par buddhi ho to
take it easy policy
sunday ko bhi chuuti na ho
take it easy policy
pyar kare aur note bhi maange
take it easy policy
urvashi, urvashi, take it easy, urvashi
ungli jaisi dubli ko, nahi chahiye pharmacy
jeet ka mantra hain, take it easy policy
char din ki chandni, yah jawani fantasy

agar ladki ko andhere me, aankh mari to hoga kya
agar aazadi na ho to, swarg milne se hoga kya
class me figure nahi ho to, waha padhne se hoga kya
bees ki umar ka jo hain khel, saath me khelke hoga kya.........