Tu pyar hai kisi aur ka - Kumar Sanu, Anuradha Paudwal Lyrics

Singer | Kumar Sanu, Anuradha Paudwal |
Music | Nadeem, Shravan |
Song Writer | Sameer |
Male: la.......la.........la..........la........hu.....hu.....hu.............2
Male: Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai ------------2
Tu pasand hai kisi aur ki
Tu pasand hai kisi aur ki
Tujhe mangta koyi aur hai
Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai
Kaun apna hai, kya beghana hai
Kya hakikat hai, kya fasana hai -----------2
Yeh zamane mein kisne jaana hai
Yeh zamane mein kisne jaana hai
Tu nazar mein hai kisi aur ki
Tujhe dekhta koyi aur hai -------------2
Tu pasand hai kisi aur ki
Tujhe mangta koyi aur hai
Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai
Pyar mein aksar aisa hota hai
Koyi hasta hai, koyi rota hai --------------2
Koyi paata hai, koyi khota hai
Koyi paata hai, koyi khota hai
Tu jaan hai kisi aur ki
Tujhe jaanta koyi aur hai ---------2
Tu pasand hai kisi aur ki
Tujhe mangta koyi aur hai
Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai
Female: hoo......hoo.......hoo......aa........aa.....hoo..........la.........la......
Female: Sochti hoon main chup rahun kaise
Dard dil ka yeh main sahun kaise ------------2
Kashmakash mein hoon yeh kahun kaise
Kashmakash mein hoon yeh kahun kaise
Mera humsafar bas ek tu
Nahi dusra koyi aur hai----------2
Male: Tu pasand hai kisi aur ki
Tujhe mangta koyi aur hai
Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai
Female: la........la..............la...........la..............
0 Comments
please do not enter any spam link in the comment box.
Emoji