Dil to paagal hai, Dil deewana hai - Udit Narayan, Lata Mangeshkar Lyrics

Singer Udit Narayan, Lata Mangeshkar
Music Uttam Singh
Song Writer Anand Bakshi

Trurututu tururuttutururu........
Trurututu tururuttutururu.............

Male: Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Pehli pehli baar milaata hai yehi
Seene mein phir aag lagaata hai
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hansata hai yehi.. yehi rulaata hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai

Female: Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Sachche jhoothe khwaab dikhaata hai yehi
Hansata hai yehi.. yehi rulaata hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai

Female: Lallalala.. lalala..
Lallalala.. la la la..la..........

Male: Is dil ki baaton mein jo aate hain
Wo bhi deewane ho jaate hain
Manzil to raahi dhoondh lete hain..
Raste magar kho jaate hain
Dil to paagal hai
Dil deewana hai

Female: Dil to paagal hai
Dil deewana hai

Female: Soorat se main na pehchaanoongi
Naam se bhi na usko jaanoongi
Dekhoongi kuchh na main sochoongi
Dil jo kahega wahi manoongi

Male: Dil to paagal hai
Dil deewana hai

Female: Haaye paagal hai
Haan deewana hai........

Female: Hunmm........ ha............ha.......... ha.........
Hunm.......... oh......... oh... ho............

Female: Dil ka kehna
Hum sab maanein
Dil na kisi ki maane..
Jaan di humne
Jaan gaye sab
Ek wo hi na jaane

Female: Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal.. hai
Dil deewana.. hai

Male: Rehne do chhodo ye kahaniyan
Deewanepan ki sab nishaaniyan
Logon ki saari pareshaaniyaan
Is dil ki hai ye meherbaniyan
Ho dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai

Female: Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai

Male: Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hansata hai yehi, yehi rulaata hai

Female: Dil to paagal hai
Male: Dil deewana hai
Female: Dil to paagal hai
Male: Dil deewana hai

Ha..a..aa.......aa.............aa..........