Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain - Sonu Nigam Lyrics

Singer Sonu Nigam
Music Sajid Wajid
Song Writer Faaiz Anwaar

Hey... zu......
hmm.... hmm...... hmm.. hmm...........
Hey hey hey hey hey hey

Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la.....

Tum ko dekhe beena chain milta nahi
Dil pe ab to koi zor chalta nahi
Jaadu hain kaisa dil ki lagi mein...
Dub gaya hu is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain...

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
Had se badhne laga...... mera deewanapan
Dil mein basa lu apna bana lu
Ya phir nazar mein tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain...
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la